बुधवार, 23 जून 2010





आत्मीय परिजन ......

दिनांक २१ जून २०१० सोमवार गायत्री जयंती के शुभ पर्व पर शाम ४.०० बजे गायत्री परिवार ट्रस्ट नालासोपारा द्वारा विरार (वेस्ट) स्थित साईं बाबा मंदिर में दीप यज्ञ एवं गोष्ठी का कार्यक्रम संपन हुआ था जिसका आयोजन दुर्गा गायत्री महिला मंडल द्वारा किया गया। मंडल की संचालिका बहन श्रीमती सुमित्रा राज पुरोहित के अतुल्य प्रयास से कार्यक्रम भव्य एवं सफल रहा। मंच संचालन गायत्री शक्तिपीठ के परीवाजक श्री पटेल जी ने किया था।
शांतिकुंज से आये हुए प्रतिनिधि माननिय श्रीयुत राम भजन पटेल बाबूजी ने गोष्ठी में गुरुदेव के विचारो के बारे में उदबोधन किया और सभी कार्यकर्ता ओ को शताब्दी वर्ष के उपलक्ष में संगठन बढ़ाने एवं गुरुदेव के विचार और गायत्री माता को घर घर में पहुचाने के बारे में अमूल्य मार्गदर्शन दिया था।
मंदिर में आने वाले सभी भक्तो को गुरुदेव के पुस्तकों और उनके विचारो को समजाया गया, साहित्य वितरण भी बड़ी अच्छी तरह से हुआ । मुझे इस कार्यक्रम में सम्लित होने का सौभाग्य मिला ।

आपकी सेविका बहन
श्रीमती तरुलता निलेश पटेल

4 टिप्‍पणियां:

  1. Tarulata bahan, pranam, Param Adarneey Guru Dev ke mission ko samarpit blog shuroo karane ke lie badhai aur abhaar. main bhee bachpan se hee is pariwaar se juda raha hoon, mere swargeey pitajee is kaam men behad sakriya the. aapka blog padhana adbhut sukhad aur adhyatmik anubhootee wala raha.

    aapka bhai
    ratnakar tripathi

    जवाब देंहटाएं
  2. ---SHAKHA ME SAB BEKAR HE! KOI SUNTA HI NAHI---

    Sathiyo! Apko apne swayam ki babat, apne sambandh me kuch aisi majbooti paida karni chahiye, jo dusre logo k mukable me jyada acchi ho aur dusre logo ki apeksha aap jyada MANOBAL SAMPANNA ho. aap dusre logo ki apeksha jyada CHARITRAWAN ho. Aap dusre logo ki apeksha jyada MAZBOOT aadmi ho. Agar aap mazboot aadmi he to me vishwas karunga ki aap chattano me surakh kar sakte he. agar aap dusre aadmiyo k muqable me mazboot aadmi nahi he to aap k liye mushkil padegi. aap chattano me surakh nahi kar payenge. Aap a-safalta ka rona rote rahenge. "SHAKHA BANDH HO GAYI SHAHB, KOI SUNTA HI NAHI, SAB BEKAR AADMI HE". ha bete ye chattane thi. Hamne tujhe bheja tha ki inme surakh kar dena. Tune surakh kiya? "NAHI SAHAB NAHI KIYA, WE SAB BADE KHARAB HE". ha bete, tera kahena bilkul sahi he. Ve sab bade kharab he, jinke tu naam gin raha he, lekin tu kaisa he? "SAHAB ME TO BADA ACCHA HU". chup drust kahi ka. Tu accha raha hota to kitno ko paar kar diya hota aur kitni hi chattano me surag kar diya hota.

    Mitro! Christ akele hi aaye the aur sari duniya ke 100 crore aadmi isai dharm me dikshit ho gaye the. Buddh akele aaye the. Buddh k saath kitne aadmi the? akele the. akele buddh ne sari duniya ki fiza badal kar rakh di thi. saat rushi aaye the. aur saato rushiyo ne dwipoko control kiya tha. Tu kaisa he? "NAHI SAHAB MERA KOI NAHI SUNTA". Teri koi nahi sunta he, to apna muh shishe me dekh kar aa, amuk bahot accha he aur amuk bahot kharab he, duniya bhar ki raam kahani kaheta he aur apni babat kuch nahi kaheta. "NAHI SAHAB! HUM TO BAHOT ACCHE HE". Bete! agar tu accha hota to tune hawa badal di hoti, zamana badal diya hota. Me accha hu - Me accha hu - yeh kahe kar apni kamzori ko chupane k liye, dusre logo k upar ilzam lagata he. Hamko sunata he aur hamara samay wa dimag kharab karta he, Khud to thik hota nahi he aur dusro k upar ilzam lagata raheta he.

    -Pandit Shree Ram Sharma Aacharya

    जवाब देंहटाएं